Jagjit Singh Ji Singing Faiz Ahmed Faiz Masterpiece - Shaam-e-Firaaq Ab Na Pooch

Details
Title | Jagjit Singh Ji Singing Faiz Ahmed Faiz Masterpiece - Shaam-e-Firaaq Ab Na Pooch |
Author | Akash Upadhyay |
Duration | 9:36 |
File Format | MP3 / MP4 |
Original URL | https://youtube.com/watch?v=Ze-eizwiaoU |
Description
Jagjit Singh Ji performing in Faiz Ahmed Faiz Centenary celebration( 1911-2011) at Lucknow.
This Ghazal was penned by legendary Faiz sahab at Jinnah hospital Karachi in 1953:
"Shaam-e-firaaq ab na pooch, aayi aur aa ke tal gayi
dil tha ke phir bahal gaya, jaan thi ke phir sambhal gayi
Bazm-e-khayaal mein tere husn ki shama jal gayi
dard ka chaand bujh gaya, hijr ki raat dhal gayi
Jab tujhe yaad kar liya, subah mehak mehak uthi
jab tera gham jaga liya, raat machal machal gayi
Dil se to har muamla kar ke chale they saaf hum
kehne mein unke saamne, baat badal badal gayi
Aakhir-e-shab ke humsafar, Faiz na jaane kya huey
reh gayi kis jagah sabaa, subah kidhar nikal gayi"